Chin Hame Lalkaar Raha Song Credit:
- Song: Chin Hame Lalkaar Raha
- Singer: Prerna Panchariya
- Lyricist: Rishi Raj Shankar
- Composer: Mahesh Vyas
- Music Label: A.P. Rajasthani
Chin Hame Lalkaar Raha Song Lyrics:
Aaj himalay ke mastak parChin hame lalkaar raha
Duniya bhar mein maut baatkar
Besharmi se naach raha
Aaj himalay ke mastak par
Chin hame lalkaar raha
Duniya bhar mein maut baatkar
Besharmi se naach raha
Vande matram..vande matram..
Vande matram..vande matram..
Chhipe huye gaddaro ko
Senaa tumko kasam desh ki
Goli maaro saaro ko
Ye jeychand hai sharam bechkar
Bilkul nahi lajaate hai
Gungaan chaina ke gaa kar
Roti bharat ki khaate hai
Vande matram..vande matram..
Vande matram..vande matram..
Yaad rakho ye baasth nahi
Ye nayi sadi ka bharat hai
Rastra bhakt ab satta mein hai
Modi ji kaa bharat hai
Ek inch aage badh ne ki
Hargiz galti mat karnaa
Anzaam nahi achha hoga
Chhoti si baat samaj lenaa
Vande matram..vande matram..
Vande matram..vande matram..
Apna hai itihaas yahi
Kintu agar koi chhede to
Dete to turat javaab sahi
Yudhha agar thopa hampar
Ham int se int bajaa denge
Jay kaar bhavaani ki karke
Ham pura chin hilaa denge
Vande matram..vande matram..
Vande matram..vande matram..
Aaj himalay ke mastak par
Chin hame lalkaar raha
Duniya bhar mein maut baatkar
Besharmi se naach raha
Aaj himalay ke mastak par
Chin hame lalkaar raha
Duniya bhar mein maut baatkar
Besharmi se naach raha
Vande matram..vande matram..
Vande matram..vande matram..

মন্তব্যসমূহ
একটি মন্তব্য পোস্ট করুন