Pasand Aaya Song Lyrics, Pratibha Sharma

Pratibha  Sharma and Zee Music Company present "Pasand Aaya". This new song features and is sung by Pratibha  Sharma. The music is composed of Bipin Das and lyrics are penned by Bipin Das.

Pasand Aaya Song Credit:

Pasand Aaya Song Lyrics:

Ishq mein tere aese
Fisla jo dil hai mera
Sambhle na sambhle re piya

Aesi peheli banke
Ulja jo ishq hai tera
Suljhe na suljhe re piya

Phir bhi dil tere ishq mein
Itna pagaal ki mujhse
Har dam ye kehta re piya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz pasand aaya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz pasand aaya

Main to apni sud budh khoke
Bekhayali thodi hoke
Tere khwab mein rehti re piya

Manchali malang si hoke
Jaise ki hawaa ke jhoke
Teri aur main behti re piya

Ab duniya se kya lena
Tujhme hi mujhko rehna
Itna hi kehna re piya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz pasand aaya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz pasand aaya
Pal do pal mujhko na gawara
Teri bin mujhko na gawara
Saaso ka tujhse hi rabbata

Teri chahat mein ha reh lu
Khudko teri deewani keh lu
Deke mujhko etna vaasta

Ab tu chahe kuch bhi ho
Rabb ki marji ho na ho
Tera to hona re piya

Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz pasand aaya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz pasand aaya

Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz pasand aaya.

মন্তব্যসমূহ