Blanko Lyrics | King

MOHAN SADHUKHAN
0

ब्लांको Blanko Lyrics The Gorilla Bounce

ब्लांको | Blanko Hindi Lyrics, is a Hindi song from the soundtrack of the albumThe Gorilla Bounce. Music composed by Section8, the song is sung by King, with lyrics penned by King. “Blanko” is a Sad song, picturized on Drutika Singh.

Blanko Song Credits:

  • Artist - King
  • Lyrics By King
  • Composed By King
  • Female Lead - Drutika Singh
  • Music Produced By Section 8
  • Mixing - Rahul Sathu
  • Master - Abhishek Ghatak

Blanko Lyrics:

Sach Bol Na Jaana
Tu Mujhse Door Kyun Hai?
Tu Ek Din Mil Jayegi
Yeh Mera Fitoor Hai

Maahi Ve
Jo Tu Na Mila
To Phir Kya Hua?
Teri Yaadon Mein
Main Jeeta Raha

Tere Naam Ki
Jo Bheji Dua
Sach Ho Na Saki
Main Karta Bhi Kya

Maine Din Bhi Sudhaar Liye
Kapde Bhi Sanwaar Liye
Abhi Kitna Kama Rahe
Tune Chhote Hi Sawaal Kiye

Tera Zikar Chhupa Liya
Aur Khudse Malaal Kiye
Na Soch Sakoge Tum
Humne Itne Kamaal Kiye

Afsos Hota Hai Bas Humein Iss Baat Ka
Tum Dil Mein Jaana Kabhi Nahi Jhaanke
Tum Humse Aisa Pyar Kabhi Kar Na Sake
Jaisi Tum Humse Karte Thhe Baatein

Sach Bol Na Jaana
Tu Mujhse Door Kyun Hai?
Tu Ik Din Mil Jayegi
Yeh Mera Fitoor Hai

Maahi Ve
Jo Tu Na Mila
To Phir Kya Hua
Teri Yaadon Mein
Main Jeeta Raha

Tere Naam Ki
Jo Bheji Dua
Sach Ho Na Saki
Main Karta Bhi Kya

Faslon Mein
Bhi Raza Teri
Mushqilon Mein
Kyun Wafa Meri

Main Hasun Na
Khwahishein Teri
Tu Roye Na, Yeh Dua Meri

Jo Mujhse Door Jayegi
To Jaana Toot Jayegi
Yeh Duniya Hai Khayalon Ki
Tu Sach Mein Rooth Jayegi

Main Tujhse Kya Chhupaunga
Tu Mujhko Kya Btayegi
Tu Jab Bhi Aankhein Band Karle
Saamne Mujhko Payegi

Sach Bol Na Jaana
Tu Mujhse Door Kyun Hai
Tu Ek Din Mil Jayegi
Yeh Mera Fitoor Hai

Maahi Ve
Jo Tu Na Mila
To Phir Kya Hua
Teri Yaadon Mein
Main Jeeta Raha

Tere Naam Ki
Jo Bheji Dua
Sach Ho Na Saki
Main Karta Bhi Kya

Jo Tu Na Mila
To Phir Kya Hua
Teri Yaadon Mein
Main Jeeta Raha

Tere Naam Ki
Jo Bheji Dua
Sach Ho Na Saki
Main Karta Bhi Kya.

একটি মন্তব্য পোস্ট করুন

0 মন্তব্যসমূহ
একটি মন্তব্য পোস্ট করুন (0)

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Out
Ok, Go it!
To Top