Gajendra Verma | Yaad Karke | Official Music Video | Latest Hit Song 2019 Yaad Karke Lyrics: Y aad karke! Itna batana yeh sach hai kya Yeh sach hai kya Teri zindagi mein koyi aur aa gaya Itna batana aisa tha kya Jo main na kar paya usne kar diya Ho ab main dhoond raha hoon Tujhko galiyon mein Meri jaan tere bina main adhoora Tu meri aur main tera jab yeh kaha tha Aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga Yaad karke ab bas roun tujhe Yaad karke ab bas roun tujhe Ho yaadein teri saari raat sone na dein Yaad karke ab bas roun tujhe Ho ho ho Yaad karke ab bas roun tujhe Oh sanam maine khaayi thi qasam Tujhe dunga pyar har dum tujhe Ab jo koyi aur de raha Mujhe pata hai tujhe kam lagta hoon main Par ab bhi tere dil mein basa hoon main Sunle apne dil ki zara Ho ab main dhoond raha hoon Tujhko galiyon mein Meri jaan tere bina main adhoora Tu meri aur main tera jab yeh kaha tha Aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga Yaad karke ab bas roun tujhe Yaad kar...